wireless electricity (Witricity) in Hindi electricity (Witricity) kya hai - Here you can learn about : 5S, 7 QC Tools, and 8D for Superior Quality Management etc

14 February, 2022

wireless electricity (Witricity) in Hindi electricity (Witricity) kya hai

wireless electricity (Witricity)- in hindi wireless electricity kya hota hai current room me failta kaise hai
Future me aapke pass esa device aane wala hai jo aapke room ke andar use lagane par aap current ko pure room me faila sakege aur usse apke normal devices mobile, telivision,car, laptop me wireless ke thrue chala payege.

Technology bahut hi teji se grow kar rahhi hai. sabhi taraf achhe achhe improvements dikh rahe hai leken yaha pe aaj ek chij abhi bhi esi hai. jisko lekar hum jyada improvemebny nahi kar paaye hai.

 jaha par bhi hum baat karte hai electricity ki waha par hame wires, cables adapter kaam me lenahi padta hai lekin aage chalkar hamari life se yesab hatne waala hai  kyoki aaj mai aaj aapko batane wala hu witricity ke bare me.


witricity kya hota hai,electricity,wireless,current,technology in hindi


wireless electricity (Witricity) in Hindi -witricity ka matlab wireless electricity yaani ki hum wireless tarike se electricity ko agge le ja sake. Ek Australian company hai jo witricity par kaam kar rahi hai aur koshish kar rahi hai ki kaise aage chal kar hum sabhi ki life ashan ban jaaye. 


Apne wireless charging ke baare me to suna hoga ye featuers aaj ka nahi hai wo bahut purana hai aajki date me aap mobile phone me dekhte hoge bade hi aaram se aapne mobile ko chargingpad ke upar rakhne par bahut hi aaram se moblephone charge hone lagta hai. Lekin yaha par ye trully wireless nahi hai yaha par aapko chargig pad ka istemaal karna padt hai agar aap mobile ko charging pad se hata lege to charging band to jaati hai. wireless electricity (Witricity) in Hindi

Lekin yaha par mai aapko batane waala hu trully wireless electricity ki jaha pe aap socho ki aap apne kamre ke andar apne  mobile nikala iske alawa electronicska jitna bhi saaman hai laptop ,tv cooler fan sabhi tak jo current pahuch rahi hai wo wireless pahuch rahi hai.To isse achhi aur kya baat hogi ye chije future me hone waali hai kyoki yaaha par kaam me liya jaa raha hai magnetic resonance ko. electricity aur magnetizm jo hai ye dono aapas me link rahte hai jaaha pe magnetic filld hai waaha par electricity hai jaha electricity hai waha par magnetic filld hai.

yaaha par do esi chijo ko kaam me liya jaata hai jaaha par aap agar un fillds ko resonate kar paaye to hoga ye ki aane waale time me electrics cars bike esi ayegi jinpar aapko kahi par plugin nahi karna padega unhe charge karne ke liye aap unko ghar pe park kijiye aur wireless hi wo charge ho to kitni achhi baat hogi. ye chige grow kar rahi hai bahut jaldi market me aane wali hai .

Ek kamre ke andar esa koi device lag haua hai to uske baad me electricity ko kamre ke andar faila diya hai aur sab kuch  wireless ke thrue chalega yaaha par insaano ko koi problem nahi hogi current se.

Hum transformer se  electricity ko wireless nahi karne wale hai. lekin hum ghar me aur normal devicess mobile, telivision,car , bike,etc me wireless ko impliment kar paayege aur uske baad me sab taraf hone waala hai witricity.

- what is electric current?
-Internet कैसे काम करता है ?
-motherboard kya hota hai?

7 comments:

  1. wireless electricity for home and concept and projrct kya kya hai

    ReplyDelete
  2. wireless electricity project pdf
    wireless power transmission final year project

    ReplyDelete
  3. wireless power transmission circuit diagram project pdf
    wireless power transmission ppt

    ReplyDelete
  4. Wireless electricity me current lagta hai ki nahi???
    Aur nhi lagta to kyo nhi lagta???

    ReplyDelete
    Replies
    1. non radiative principle pr work krta hai esliye

      Delete
  5. A fundamental hotspot for the group of onlookers that makes the peruser stride by step.

    ReplyDelete
  6. bahut hi acchi janakri..thnaks

    ReplyDelete