Google search history ko kaise delete karte hai - Here you can learn about : 5S, 7 QC Tools, and 8D for Superior Quality Management etc

03 May, 2020

Google search history ko kaise delete karte hai

Google search history ko kaise delete karte hai


Google search history

Search History ko kaise delete karte hai Google ki history ko kaise delete kare. 

aajkal hum din me kai ghante mobile aur computer me bitate hai aur kai websites bhi dekhte hai par hamara phone aur computer kabhi kabhi hamare dosto aur pariwaar ke logo ke sath bhi share karna padta hai.ese me hamare dwara dekhi gai websites aur browsing history koi bhi dekh sakta hai jiske pass hamara phone hai. 

is post me hum sikhe ge ki hum chrome browser ki search history ko kaise delete karte hai jisse ki ise koi nahi dekh sake. 

sabse pahle sikhte hai ki computer ya laptop se search history ko kaise delete karte hai. delete karna hai history ko

Sabse pahle aap apne computer ya laptop ka chrome browser open kar lijiye.


Google chrome delete search history




yaha par hum 3 tarah se apni search history ko delete kar sakte hai.

First tips. Google search delete kaise kare-



Pahla tarika jo short cut hai jise hum chrome me search history delete karne ke liye karte hai wo hai keybord short cut key. sabse pahle aap apne chrom browser ko open kar lijiye aur ctrl+h press kariye. CTRL+H  press karte hi aapke samne apki sabhi search history open ho jayegi.



Google chrome delete search history




ctl+h press karte hi apke samne kuch is tarah ka page open hoga jisme 
1.] apki sabhi search history di gayi hai.
2.] ab aapko clear browsing history par click kare.



Google chrome delete search history



yaha par advanced section ke niche time range ka option hai yaha par aapko five option mil jaate hai 

aapko kab se kab tak search history ko delete karna hai. jaise diya gaya hai 


Last hour - pichle 1 hour ki Chrome Browser History delete kar sakte hai.

Last 24 hours -pichle 24 hour ki Chrome Browser History delete kar sakte hai.
Last 7 days -pichle 7 days ki Chrome Browser History delete kar sakte hai.
Last 4 week -pichle 4 week ki Chrome Browser History delete kar sakte hai.
All time- all time Chrome Browser History delete kar sakte hai.


 aap apne hisab se kab se kab tak ka data delete karna chahte hai yaha se kisi ek option ko select karle. iske niche bhi kuch check mark option diye gaye hai. 

yaha par bhi aapko apne hisab se chek mark karna hai jaise ki aap apna password agar aapne chrome par koi bhi password save karke rakha hai to aap use bhi delete kar sakte hai ,image and files,


cookies ko bhi delete karna chahte hai to kar sakte hai. iske baad jaise hi clear data par click karege aapki sari Chrome Browser History delete ho jayegi.


Second tips. 

Chrome Browser me right side me uper side 3 dot diye gaye hai waha click karke search history me jakar bhi manualy ek ek search history ko delete kar sakte hai yaha par aapko same optiom mil jaate hai.

Third tips. Google par search kiya hua delete kaise kare-

Chrome Browser me right side me uper side 3 dot diye gaye hai waha click + settings + Clear browsing data par jakar bhi search history ko delete kar sakte hai.


Delete Search History


android mobile se search kiya hua kaise delete kare.

android mobile ho ya computer google chrome me agar aap kuch bhi search karte hai to aap same tarike se search history ko delete kar sakte hai.
how to delete opera mini history and how to delete uc browser search historjjy.
sabse pahle aap apne mobile me browser open kare. roght side me upper side three dot par click kare history par click kare aapke samne esa page open hoga.


ANDROID,CHROME



option 1- yaha par aap kab se kab tak ka data delete karna chahte hai select kar sakte hai.Google search history ko kaise delete karte hai?
option 2- clear data par click karte hi aapki search history delete ho jayegi.

option 3- yaha par agar koi esi site ki settings hai jo aapne save karke rakha hai wo yaha par delete nahi hogi. 


Ab aap bhi apne android phone par chrome browser ki history ko aasani se delete karke apni privacy ko ensure kar sakte hai.

How to delete search history, delete google search history, how to delete google search history, how to delete google history, delete search history in google, delete all search history, how to delete search history in google.

4 comments:

  1. delete all searches on google history

    ReplyDelete
  2. सर्च हिस्ट्री कैसे डिलीट करे डिलीट ब्राउज़िंग हिस्ट्री
    क्रोम हिस्ट्री डिलीट सेलेक्ट आल kaise kare बहुत ही अच्छा समझाया गया है
    धन्यवाद ...

    ReplyDelete
  3. ब्राउज़िंग इतिहास साफ़ करें
    ब्राउज़िंग क्या है

    ReplyDelete