what is Quality in hindi - Definition and quality policy kya hai Quality meaning in Hindi - Here you can learn about : 5S, 7 QC Tools, and 8D for Superior Quality Management etc

20 March, 2023

what is Quality in hindi - Definition and quality policy kya hai Quality meaning in Hindi

what is Quality in hindi Definition and quality policy kya hai Quality meaning in Hindi

Here you can find Quality meaning in hindi, quality in hindi, quality kya hai, quality control in hindi ppt and pdf quality management system in hindi etc.

quality in hindi,posters,pics,photos, quality policy in hindi,summary


Quality
Jab Bhi hum koi Product kharidte hai tab hamare man me yah baat sabse pahl aati hai ki kam se kam paise me Achhi Quality waala product hame mile jaise khane ka saaman ho ya khelne ka saaman ho kiraye (rent) se room lena ho kapde kharidna ya phir koi bhi Saaman jo hum purchase karte hai sabhi me Achhi Quality ka saaman lena pasand karte hai. Achhi quality ke saaman ki maag jyada  rahti hai Aur wah lambe samay tak chalta bhi Hai.statement

Quality Policy
Kisi bhi Company me jab hum jaate hai to company ke Gate par Board me us company ki quality policy likhi hui hoti Hai. Kyo ki yah company ke liye bahut jaruri hoti hai. Ise hame janna bahut jaruri hai quality policy ko samajhne ke Liye.

Hame apni comany me kaaam karne ka tarika company me kya kaam hota hai aur kis tarah ki hum soch rakhte hai in sab ke baare me wah batata hai. 

Quality policy me company ki common vichardhara hoti hai Aur wah sab ke liye ek hoti hai  chahe wah  kisi bhi Department me kaam karta ho kisi bhi lable pe kaam karte ho.

Hum kisi bhi company ke policy ko padhege to usme ye points aapko jarur milege jisme sabse pahla point hota hai
1.customer 2. customer satisfaction 3.continuval improvement,

1. Customer- customer wo hota hai jo aapki servicess ko le raha hota hai  aap kisi bhi department me kaam karte ho production,quality maintenense HR aapka sabse pahla Maksad hota hai customer satisfaction uske liye yah janna bahut jaruri hai ki hamara customer kaun hai .
Agar aap quality ke liye kaam karte hai to aapko yah dhyan me rakhna jaruri hai ki aapse part Handling karte samay part damage na ho.

propper tarike se rakha jaaye jaha par uska nirdharit sthan hai waha par rakha jaay  aur aapagar production me kaam karte hai to aapko yah dhyan me rakhna bahut jaruri hai ki parts time to time produced hona chahiye jyada se jyada quandity me jis parts ki Requirement quality department  me hai wah part Suitable qty me hona chahiye Aisa nahi hona chahiye ki unhe jis parts ki jarurat hai wah time pe unhe na mile. Yaha Par company ke andar hum jike liye kaam karhe hai uski baat ho rahi hai.

2. Customer Satisfaction-  kisi bhi business ki kamiyaabi uske customer satisfaction se hi nirdharit hoti hai company ka customer koi bhi ho sakta hai. Hum sab jo kaam karte hai Jamare liye inter department customers Hote hai jaise Maintenense-

 ke liye production production ke iye quality quality ke liye FG(Finish Good)store customr hai is tarah se company me internal customer hote hai aur hamare liye sabse pahla kaam wah hona chahiye ki customer satisfaction. customer ko koi bhi problem na ho time to time delevry de achhi quality me delevry de .

3 Continuval Improvement- Yaha par Hamse Ummid ki jaati hai ki hum apne process ko Lagataar improve karte rahe usme lagataar sudhar karte rahe prakrati ka ek niyam hai change aur change bahut jaruri hai agar hame is comptition me bane rahna hai Business me aage Badhna hai to hame  apne roj ke kaam me lagataar sudhar lekar aana hoga.  

Quality Policy vicharo (idea) ka dhaga hai jo hum sab ko ek sutr me badh ke rakhta hai aur hum sabko ek disha me sochne ke liye prerit karta hai taaki hum apne apne- 

Department me choti choti Activity ko jaane Customer ko jaane aur Unke satisfaction ko hasil karne ke liye cummited rahe aur apne kary me rojana sudhar lekar aaye Taaki hum apna apne pariwaar ka Apni Company ka Puri Duniya me Name kar sake.

Quality policy in hindi,Definition,quality policy kya hai, Quality assurense in hindi, management Factor, circle in hindi


Yah quality policy ki Summary Hai jo hame batati hai  Ki Hame Daily kam karte samay apne customer ko dhyan me Rakhna hai aur uske Satisfaction ke liye puri mehnat se kaam karna hai.
what is Quality assurense management Factor circle in hindi.
-Difference Qa and Qc in hindi

Here you can find Quality meaning in hindi, quality in hindi, quality kya hai, quality control in hindi ppt and pdf quality management system meaning in hindi etc.

Quality meaning in hindi- Quality matlab गुणवत्ता, quality control meaning in hindi-quality control matlab गुणवत्ता नियंत्रण, quality management system meaning in hindi-quality management system matlab गुणवत्ता संज्ञा प्रणाली hota hai.

1 comment:

  1. Bahut aacha sir appka bahut bahut dhnyabad koti koti naman guruge

    ReplyDelete