Pan card correction Name change kaise kare in hindi - Here you can learn about : 5S, 7 QC Tools, and 8D for Superior Quality Management etc

22 August, 2023

Pan card correction Name change kaise kare in hindi

Pan card correction Name change kaise kare in hindi Dosto aap logo me se bagut se logo ne pancard ko banwa liya ho ga aur kuch logo ne online ise banwane ke liye apply kiya hoga. Pan card correction Name change kaise kare in hindi

problem tab hota hai jab pancard me hamse kuch galtiya ho jaati hai jaise.

Pan card correction Name change kaise kare in hindi

pancard ka name galat ho jaata Hai father ka name galat ho jaata hai ya fir hamari date of birth galat ho jaati hai. pancard me name harama bahut hi important hota hai kahi par bhi sarkari kamo me ise hum use nahi kar pate hai. Agar aap apne pancard ko bank se link karana chahte hai aur aapke name sahi nahi hai tab aap ise apne bank account se link nahi kar sakte hai.

AAj aapko is post me pancard ko edit karna batauga kaise aap ise ghar par hi online edit kar sakte hai. pancard ko online correction karne ke liye sabse pahle aap ko onlineservicesNSDL ki wbsite par jaana hoga.
Pan card ko edit karne ke liye Niche diye gaye link par click kare


kuch is tarah ka page oprn hoga- 

Pan card correction Name change kaise kare in hindi

Yaha par aapko Do Option melege aapko Apply Online Aur Resister user aapko apply online par click karna hai phir aapko niche diye gaye form ko fullfill karna hai.

Point no-1.  Applycatioin type me aapko changes of correction in existing PAN DATA recept of pancard par click karna hai.

point no- 2.categry type me aapko  INDIVISUAL ko select kare.

point no- 3. Iske baad me aapko title me apni information ke hisab se jaankari fill karni hai jaise tile me aapko shri/smt/ya kumari option me se kisi ek ko select kare shri.aur MR. common diya gaya hai agar aap marride ya unmarred hai to shri.select kare.
Last name fir first Name aur Middle name enter kare.

Whether Citizen of India* par YES kare 
Apna Pan NUMBER enter kare- xyz123

Date of birth Email ID aur mobile number enter kare ye sab jankari correct honi chahiye 
point no- 4. aapne jo information di hai use ek baar check kar le Sabhi information ko fill karne ke baad me captha ko fill karke submit button par click kare.


AApko ek token number diya jaayeg example 000011111 jise aapke mail id par send kiya gaya hai.
Aur aap is website ke Resister user ho jate ho.

Token number kis liye diya jaata hai
Pancard ka form bharne me thoda samay lagta hai form thoda bada rahta hai jise bharne me jyada samay lagta hai ese me jab time out ho jaata hai agar aap jyada time lete hai form ko fill karne me aap form ko fill karte samay ise save draft karte jaaye. Form ko bharte samay agar time out ho gaya aur aapne adha se jyada form ko fill kar diya tab yah token no se login karke fir se usi page par aa sakte hai.
Iske liye aap apni mail id open kare aapko ek mail aaya hoga NSDLPANOnline tin@tinonapp2.nsdl.co.in via bmail12.com ki taraf se email par click here par click kare jo wahi same website open ho jayegi token number enter kare apni e-mail id mobile number aur captha ko enter karne log in kar sakte hai. iske baad me aapne jo information save ki thi sabhi aapko waha par save mil jayegi aapko dobara form ko nahi bharna padega aap aage ka form fill kar sakte hai.

Iske baad me aapko Continue with PAN Application Form ab aapke samne form open ho jayega.

Pan card correction Name change kaise kare in hindi


Yaha par aapko char step me form ko bharna hoga.
step 1. Guidelines (jo ki hamne pura kar liya hai)
step 2. personal detail
step 3. contact and other detail
step 4. documents detail

AB hame yaha par apni personal detail dalni hogi.

step 1. Guidelines -jo ki hamne pura kar liya hai-
step 2. personal detail-  upar pic me diye gaye form ke anusar apni detail ko enter kare.

point no-1.  save draft detail ko enter karte samay ise save draft karte jaana hai agar aapna enternet connection off ho jaata hai tab aap fir se ise lig in karke usi page par aa sakte hai.

point no-2. second step hai personal detail.

point no-3. yaha par aapko Submit scanned images through e-Sign option ko select karna hai. yaha par aapko apne documents ko color scane karne pdf file me upload karna hoga.

jpg image ko pdf file me change karna sikhe.

point no-4. Whether Physical PAN Card is required? ise defalt rahne de ise change karne ki jarurt nahi hai.

point no-5. yaha par aap apna  Permanent Account Number (PAN) enter kare jise aap correction karna chahte hai.

point no-6. yaha par aapko apna Aadhaar Number (Only for Individual)  enter karna hoga.

point no-7. apna name enter kare  Name As Per Aadhaar (Only for Individual) jaisa ki aapne adhar card me diya gaya hai.


point no-8. yaha par aap apne pan card me  name ko thik karna chahte hai tab Full Name of the Applicant par click kare iske alawa yaha par aap date of birth aur gender ko bhi change kar sakte hai change karne ke liye check mark par tick kar de nahi to use khali chod sakte hai.

AAp yaha par chek kar le aapka name pan card me jaisa chahte hai waisa hai ya nahi.
Name that you would like printed on PAN card.


point no-9.  aap apne pan card me (Parents name to be printed on the PAN Card) father ka name ya mother ka name dalna chahte hai unki detail yaha par aapko enter karni hai.

point no-10. aapke dwara di gai jankari ko ek bar chek karne next button par click kare.

ise save draft kar de.

step 3. contact and other detail


Pan card correction Name change kaise kare in hindi

hamari sari details save draft ho chuki hai next step

point 1.  complete kar chuke hai.

point 2.   yaha aap tik mark mar le ki aap kaha ka address dena chahte hai Jo Address aap yaha par fill karege usi address par aapka pan card bheja jayega.Agar aapka villge se hai to aap Residence ko select kare.
(Address for communication Please tick as applicable Residence  or Office)

point 3. App yaha par apne ghar ka address enter kar sakte hai. bilkil sahi se address ko enter karna hai with pin code ke sath.

point 4. yaha par country code me INDIA-91 select kare apna mobile number aur email enter kare.

point 5.Di gai jankari ko ek bar check kare aur next par click kere.

Aapke samne next form open ho jayega. ise save draft kar de.


Pan card correction Name change kaise kare in hindi

point-1. Hamne Yaha Par Guidelines Personal Details Contact & other details ko enter kar chuke hai.


point-2. yaha par aap Proof of Identity (POI) ke liye jo Bhi documets dena chahte hai use select kar le.
Proof of identity and Proof of address - Proof of date of birth -  aapke pass jo bhi documents hai use select kare kyoki aapko ise submit karna padtha hai pdf file me convert karke. aap in teeno opyion par aadhar card ko select kar sakte hai.

Proof of PAN - yaha par aapko apne pancard ki pdg file ko upload karna hoga jiska name /date of birth or gender ko aap correction karna chahte hai.

point-3. yaha par Declaration me Aap apna pura name enter kare. aur Himself ko select kare.

aap kitne pan card ke correction ke liye documents submit kar rahe hai (number of documents) use likhe jaise yaha par aadhar card aur pancard submit kar rahe hai to 2 enter kare.
iske alawa aap kaha se ise apply kar rahe hai us jagah ka name enter kare.

point-4.  Yaha par aapko apna Upload Photo / Signature upload karnna hoga

 photo ke liye - 
Accepted format: JPEG, Color and Dimension should be 3.5X2.5 cms,Max File size 50kb ki honi chahiye.

signature ke liye-   

Accepted format: JPEG, Color and Dimension should be 2X4.5 cms, Max File size 50kb.
ki honi chahiye.

point-5. yaha par aapko apne  Supporting Documents ko Upload karna hoga. jiski size pdf me 300kb ki honi chahiye.
aap apne aadhar card aur pan card ki pdf file ko upload kare.

jpg image ko pdf file me kaise convert karte hai yah janne ke liye yaha click kere.

point-6. Di gai jankari ko ek bar check karne ke baad submit button par click kare.


Submit button par click karne ke baad me aapko  hame ek baar apne sabhi details jo hamne enter kari hai use veryfy karne ke liye bola jayega.Yaha par aap apni details ko achhi tarah se check kare le.

check karne ke baad me proced par click kare. 

uske baad me aapko online payment karna hoga jaise bhi aap karna chahte hai use aap select kare.

Agar aap apne atm card ya debit card jis bhi method se payment karna chahte hai use select kare.

Pan card correction Name change kaise kare in hindi

AApko iske liye 106.9 rs rupay payment karna hoga.
payment karne ke baad me aap ise pdf file me dounload kar sakte hai yah pdf file aapke di hua email id par bhi send kar diya jaat hai.ss

Name change correct pan card mistakes hindi me पैन कार्ड को edit कैसे करे online process. pan card correction name change kaise kare in hindi. 
-----
पैन कार्ड कितने दिन में अपडेट होता है
pan card correction form online
पैन कार्ड में जन्मतिथि कैसे सुधारे
पैन कार्ड गलती सुधार
पैन कार्ड में एड्रेस चेंज कैसे करे
पैन कार्ड में फादर नाम चेंज
ओरिजिनल पैन कार्ड
पैन कार्ड मोबाइल नंबर लिंक

3 comments:

  1. Sir maine umag app se online new pen card ke liye applay kiya lekin ek mistake ho gaya applicable name kisi aur ka likha gaya application no to mil gaya lekin kisi our ke naam se so please help me

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar aapne amount pay nahi kiya hai to aap again re-apply kar sakte hai,

       pan card adhar verification k aur maunt pay hone k baad app kuch nahi kar sakte hai

      aapne form m kuch bhi wrong enter kiya hai aap use change nahi kar sakte hai aapko fir se apply karna hoga

      aapke dwara pay kiya gaya amout bhi refund nahi kiya jayega it's a NSDL rules.

      So plese next time carefully form ko apply kare..

      Delete
  2. Please mere mail pe Iska hal bataye.

    ReplyDelete