what is ppap? production part approval process kya hota hai - Here you can learn about : 5S, 7 QC Tools, and 8D for Superior Quality Management etc

31 May, 2023

what is ppap? production part approval process kya hota hai

what is ppap? production part approval process kya hota hai ppap in hindi documents list pdf and ppt how to make ppap documents uses of ppap posters
ISO/TS 16949:2009 ke anusar (ISO/TS 16949:2009 ko IATF 16949:2016 me replace kar diya gaya hai) QUALITY ke  5 core tools hote hai. jisme se ek hai (ppap) production part approval process. ppap yah ek quality management standard tool hai. five core tools ppt and pdf list free download  documents list in excel.


ppap posters,production part approval process,coor tools in hindi,ppap in hindi


what is ppap in hindi?

production part approval process (PPAP) jise hum ppap kahte hai ise 1993 me (AIAG) Automotive Industry Action Group company ne banaya tha start me iska use automotive aur aerospace company me kiya jaata tha lekin ab PPAP ka use kai sari company aur industry me communication aur quality ko sahi karne ke liye kiya jaata hai.

Ppap hame kyo karna chahiye?


jo bhi hamara customer hai use batane ke liye ki hamne apke requirement ko achhe se samajh liya hai aur apke quality ki jo requirement hai use hum gain kar sakte hai yah quality ko approve karne ka ek tarika hai. ppap submission ko pura karne ki process kafi difficult hai yah process important elements  ka collection hai jise veryfi karne ke liye pura kiya jaana chahiye jisse production process me better quality wale product produced kiye jaaye.
ppt and pdf list free download  documents list in excel.
ppap ko 5 parts me alag kiya gaya hai -

Level- 1. Part Submission Warrant (PSW) yah customer ke pass jama karna hai aur report dena hai.
Level- 2. PSW(Part Submission Warrant) ke sath me  product ka samples aur  dimensional report  dena padta hai. 
Level- 3. psw aur product sample aur complete supporting data submit karna padta hai.
Level- 4. psw aur other requirements jo customer ki requirement ho submit karna padta hai.
Level- 5. psw,product sample aur coplete supporting data submit karna padega iske alawa customer supplier ke yaha aakar review karta hai jaha par manufacturing kiya jaata hai.

PPAP process me 18 document required hai.

  1. Design record
  2. Engineering change documents
  3. customer engineering approval
  4. Design FMEA
  5. process flow daigram
  6. process fmea
  7. control plan
  8. MSA(Measurement system analysis)
  9. Dimentional results
  10. Material test performance report
  11. initial process study
  12. Qualified laboratory documents
  13. AAP apperience approval report
  14. sample product
  15. master sample
  16. checking Aids
  17. customer specific requirements
  18. Part submission requirements.
yaha par har ek documents me different different lable ki requirements different different hoti hai.

18 documents posters,ppap,Production part Approval process,ppap kya hota hai,ppap pics,

S-means:- hum customer ko ek document sublit karege aur Supplier ke pass me bhi ek copy rakhege.

*-means:- ccompany ko ek copy apne pass rakhna hai aur jab customer ki requirement hoti hai tab usko submit karna padta hai. Dearhindi.कॉम me aapka swagat hai.
R- means:- documents ko company apne pass me rakhegi aur jab customer ka request ayega tab in records ko sublit karna padta hai.
documents list in excel PPT and pdf list free download  
इन्हे भी पढ़े -

4 comments: